Me aaj koi Manzar post karne aayi hu me ye bata ne aayi hu ke mera ye safar me yahi par khatam kar rahi hu ye safar e raigah me adhura chod rahi hu .Me chahti hu ke me is ko mukammal karun par shayad me ab ye nahi kar paungi. Meri family nahi chahati me likhu ya writer banu , phone use karu , is liye mene Aaj apne phone se har app delete kar diya hai , Me ek farmabardar beti ban rahi hu matlab ek zinda lash , me aaj ke baad apni pasand ka kuch nahi karungi, na