पंडीत जी

(15)
  • 64.2k
  • 1
  • 8.7k

Samaaj me vyaapt andhvishvaas, dharma ke naam par dikhaawa va masoom gareeb insaano ke shoshan ko kendra banakar likhi gayi is kahani mein Pandit Ji pag-pag par Ramu ka shoshan karte hain, par wah unmein Eeshwar ka ansh dekhta aur niswaarth mein unki sewa mein laga rehta hai Aakhir mein jab uski aankhein khulti hain to wah fir apni usi saral, chhal-kapat se dur Duniya mein laut aata hai